Adobe Photoshop cs3 me brushes or shapes kaise install karne hai wo aapko btane ja rahe hai. Sabse pahle aapne Photoshop open krna hai or Photoshop ke Edit me click krna hai. Screen short me dekho kha per click krna hai.
Or uske bad drop down niche ko Preset Manager option dikhai dega or uspe click krna hai. Screen short me dekho kha per click krna hai.
Preset Manager click karene ke bad apke samne eshi screen open hogi or load option per click krna hai. Screen short me dekho kha per click krna hai.
Brushes or shapes aapko internet se download kr ke apne computer me save krne hai or uske bad file ko unzip krna hai photoshop me brushes or shapes ko upload kr sakte hai or apne design me use kr sakte hai. Es trah se aap photoshop me brushes or shapes ko install kr sakte hai.