Calculator ko aap without off button ke kaise band kr sakte hai, calculator banne wale companies ne calculator mein off button nahi banate hai, off button na hone ke reason se aap calculator ko Off nahi kr sakte ho, aaj aap ke liye yaha very simple tricks laye hai, Calculator switch off krne ke liye
Calculator mein Off button na hone se, aapka calculator 24 hours On rahta hai, or phir apka calculator jaldi kharb ya band ho jata hai, yaha calculator ko without off button ke calculator ko turn off karne ka very simple fast tricks hai, yadi aapko calculator ko off karna hai to aapko ye kuch steps follows krne honge.
Aap niche screenshot mein bhi dekh sakte hai, 1 to 5 steps de rakhe hai, jaise bta rakhe hai waise steps calculator buttons press krne hai, Calculator turn off krne ke liye.

Calculator ko switch off kaise kare bina off button ke?

How-do-Calculator-off-without-off-button?

Calculator Band Kaise Kare?


Dosto chalo suru krte hai simple tricks se calculator band kaise kare?, aapko bina ruke continue calculator ke kuch buttons press krne hai, aapko jaise batane ja rahe hai waise steps following karna hoga...

How Do Calculator Switch Off Without Off Button?

  • Step.1) sabse pahle aapko  / Divide Sign  1 bar (one time)  ko press krna hai.
  • Step.2) aapko phir uske bad continue x Multiply Sign ko 1 bar (one time) press krna hai.
  • Step.3) aapko phir uske bad continue % Percentage Sign ko 1 bar (one time) press krna hai.
  • Step.4) aapko phir uske bad continue Check Button ko 1 bar (one time) press krna hai.
  • Step.5) last mein aapko phir uske bad continue Correct Button ko 2 bar (two times) press krna hai.

All steps ko follows karne se aapka calculator bina off button ke band (off) ho jayega, or aapka calculator jadha (long life) time tk chalega.