Indian 4 wheeler vehicles cars (gaadiyo) ke numbers plates colours ke bare mein full jaankaari hai, Aapne bahut dekha hoga, cars gaadiyo (vehicles) ke plate numbers aalag-aalag (different-2) colours ke plate hote hai, aap chaeye kisi bhi field mein job karte ho sabko gaadiyo ki numbers plate ke colours bare mein (gyan) knowledge hona chaeye.
India mein many types companies ki cars hai, jisme kuch cars vehicles govt or mostly non-govt cars hai or vehicles number plate official registration hoti hai, India mein number plate 6 types ki hoti hai, sab ka unique colors number plates hoti hai.
Simple tips Indian vehicle registration number plates ke bare mein knowledge gain kare, all types 4 wheeler cars vehicles ke plate numbers colours ke bare mein niche details mein diya hua hai.

How To Know About Indian 4 Wheeler Vehicles Number Plate colors?
Indian gaadiyo ke numbers plato ke colours bare mein jaankaari
- Indian Dootavaas "Embassy" Gaadi:- Blue Colour ki number plate wali gaadi indian dootavaaso "Embassy" ke peryog (use) ke liye hote hai, en gaadiyo ke plate blue colour ki hoti hai or numbers white colour se likha hota hai.
- Saina "Indian Army" Gaadi:- Black Colour ki number plate wali gaadi saina "Indian Army" ke peryog (use) ke liye hote hain, un gaadiyo ke plate black colour ki hoti hai or numbers white colour se likha hota hai.
- Neegi "Indian Private" Gaadi:-White Colour ki number plate wali gaadi aam jaanta (public ) ke pass hoti hai,un gaadiyo ke plate white colour ki hoti hai or numbers black colour se likha hota hai.
- Testing Driving Gaadi:- Red Colour ki number plate wali gaadi sikhne mein peryog (use) ke jati hain, un gaadiyo ke plate Red colour ki hoti hai or numbers white colour se likha hota hai.
- Commercial Gaadi:- Yellow Colour ki number plate wali gaadi indian commercial ke peryog (use) ke jati hain, un gaadiyo ke plate yellow colour ki hoti hai or numbers black colour se likha hota hai.
- Self-Driven Commercial Gaadi:- Black Colour ki number plate self-driven commercial ke peryog (use) ke jati hain, un gaadiyo ke plate black colour ki hoti hai or numbers Yellow colour se likha hota hai.