Doctor ki shortcut handwriting kaise samjhe, jab aap log doctor ke pass jate hai to doctor paper me kuch dawai likhte hai or dawai ke bare me shortcut me likh dete hai, kon se dawai kb khani hai time bhi likha hota hai pr jo ki shortcut me likha hota hai, jo aam logo ke samjh me nahi ata hai kya mtlab hota hai us shortcut likhawat ka phir log galte time pe dawai kha lte hai, jis se dawai aasar nahi karti hai, yaha important post hai doctor ki shortcut likhawat ko samjhne ke liye.
Doctor ki shortcut handwriting kaise samjhe?
- AC = Bhojan se pahale
- PC = Bhojan ke bad
- OD =Din me ek baar
- TAB = Tablet
- CAP = Capsule
- AMP = Injection ke rupe me
- H = Ghante bad
- qH = Har ghante
- AD Lib = Jab jarurat ho
- Rx= Upchaar
- q = Partyek din
- qd = Prati din
- qod = Ek din ko chhodakar
- S = Ke bina
- C = Ke saath
- SOS = Jab Jarurat ho
- BID = Din mein do baar
- TID = Din mein teen baar
- BD / BSD = Dawai ko do he baar lena hai
- TDS = Dawai teen baar lene hai
- QID = Din mein chaar baar
- BT = Sote samay
- BBF = Naste se pahale